zindagi ki chahat
Zindgi ek chahat ka silsila hai, Koi kisi se mil jata hai to koi kisi se bichad jata hai, Jise hum mangten hai apni dua mein, Wo kisi ko bina mange mil jata hai.
zindagi ka safar
Kitna ajeeb apni zindagi ka safar nikla Sarey jahan ka dard apna muqadar nikla Jiss k naam apni zindagi ka har lamha kar diya AFSOOS WOHI HAMARI
zindagi kuch bi nahi
zindagi k khel ko mere siwa jane ga kaun…
zindagi kuch bhi nahi uski tamana k siwa..
zindagi kuch bhi nahi uski tamana k siwa..
zindagi savar dii
Ek lamhe me zindagi savar di, Ek lamhe me unhone zindagi ujad di, Kusur unka nahi hamara tha Jo un do lamho me hamne zindagi guzardi ,,
ye duniya hai pyare
shikwa na kar gila na kar ye duniya hai pyaare
yahan gham ke maare tadapte raheN
yahan gham ke maare tadapte raheN
khizaN is gulistaaN meiN aati rahi hai
hawa sookhe patte uDaati rahi hai
yahan phool khilke baharon se milke bichadte rahe
shikwa na kar gila na kar ye duniya hai pyaare
hawa sookhe patte uDaati rahi hai
yahan phool khilke baharon se milke bichadte rahe
shikwa na kar gila na kar ye duniya hai pyaare
yahan tere ashkoN ki keemat nahiN hai
reham karna duniya ki aadat nahiN hai
kisi ne na dekha yahan khooN ke aansoo dhalkte rahe
shikwa na kar gila na kar ye duniya hai pyaare
reham karna duniya ki aadat nahiN hai
kisi ne na dekha yahan khooN ke aansoo dhalkte rahe
shikwa na kar gila na kar ye duniya hai pyaare
yahan ka dastoor hai khamosh rehna
jo guzri hai dil pe kisi se na kehna
ye din kaate hase yahan log bas ke ujaDte rahe
shikwa na kar gila na kar ye duniya hai pyaare…
jo guzri hai dil pe kisi se na kehna
ye din kaate hase yahan log bas ke ujaDte rahe
shikwa na kar gila na kar ye duniya hai pyaare…